Mann Me Mere Angare Hai Lyrics

Maalti Madhav- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mann Me Mere Angare Hai from movie Maalti Madhav

  

Lyrics

    • Movie Name : Maalti Madhav
    • Director(s) : Sudhir Phadke
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Sudhir Phadke
    • Lyricist(s) : 

    chhabee teree madhur madhur pyare, par aansu mere hare hain
    nainon se bahe jal kee dhara, (mann me mere angare hain -4)

    aasha ke palav sukh gaye -2, kumhalayee sapano kee kaliya
    kal milan muralee ka bagee jaha, sunee mann madhuban kee galiya
    sune nainon ke gagan bich, yeh aansu bhor ke tare hain
    mann me mere angare hai - (2)

    jab chah na puri honee thee -2, dee chah milan kee kyon mann ko
    yu jina hai toh jine ka, adhikar diya kyon jivan ko
    kab ghadee milan kee aayegee, yeh vikal pran path hare hain
    mann me mere angare hain - (2)

    Related Lyrics