Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Naam

Tu Kal Chala Jaayega Lyrics

Naam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tu Kal Chala Jaayega from movie Naam

  

Lyrics

    • Movie Name : Naam
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Mohammed Aziz,Manhar Udhas
    • Lyricist(s) : 

    Tere Jaane Ki Khushi Aur Dil Udaas Hain
    durr Hum Hue Toh Kya Dil Toh Dil Ke Paas Hain
    tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
    tu Yaad Bahut Aayega - 2 Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
    tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Chala Jaayega

    teri Yaad Ko Kahi Durr Chhod Aaun Main- 2
    iss Kadar Pila Mujhe Tujhko Bhul Jaaun Main - 2
    tujhko Bhul Jaun Main
    hosh Magar Aayega Toh Main Kya Karunga - 2
    tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Chala Jaayega

    tere Jaisa Kaun Hai Aur Kiska Naam Lu - 2
    laa Main Issi Baat Par Aur Ek Jaam Lu - 2
    aur Ek Jaam Lu
    jaam Chhalak Jaayega Toh Main Kya Karunga - 2
    tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Chala Jaayega

    bhul Jaana Tu Mujhe Zindagi Sanwarna - 2
    yaad Na Karna Mujhe Haske Din Gujarna - 2
    haske Din Gujarna
    tera Gam Rulayega Toh Main Kya Karunga - 2
    tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Chala Jaayega Toh Main Kya Karunga
    tu Yaad Bahut Aayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Bichhad Jaayega Toh Main Kya Karunga
    tu Muhjko Bhul Jaayega Toh Main Kya Karunga
    tu Kal Chala Jaayega

    Related Lyrics