Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye Lyrics

Nadiya Ke Paar (1948)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Do Chaar Din Yeh Pyaar Se Gujaar Diya Jaaye from movie Nadiya Ke Paar (1948)

  

Lyrics

    • Movie Name : Nadiya Ke Paar (1948)
    • Director(s) : Chitalkar Ramchandra
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Shamshad Begum
    • Lyricist(s) : 

    nanhi si jaan mein hai jawaani ka sitam kyun
    rag rag mein nasha aur nashe mein hai dard kyun
    aap kahe koyi nashe mein hai dard kyun
    yeh iss liye ki jindagi mein pyaar kiya jaaye - (2)
    do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye - (2)

    haan....
    do dil jab ek hote hain, tab dobane hai kyun
    milane ki tamanna hai magar, milate nahi hai kyun
    hum bhi toh sune kyun nahi milate
    yeh iss liye ke dil pe dil nisaar kiya jaaye - (2)
    do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye - (2)

    haan....
    aankhon se aankh mil gayi, phir bhi na chain kyun
    haan pehchaan ho gayi hai magar bebasi hai kyun
    haan bhaai phir yeh bebasi kyun
    yeh iss liye ke ishq ka ijhhaar kiya jaaye - (2)
    do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye - (2)

    haan....
    inn mast nigaahon mein pareshaaniya hai kyun
    betaab dilon mein yuun jawaaniyaa hai kyun
    gehana toh yeh phir kyun
    yeh iss liye ke abb na intjaar kiya jaaye - (2)
    do chaar din yeh pyaar se gujaar diya jaaye - (2)

    Related Lyrics