Kadar Tune Na Jaani Lyrics

Noorie (1979)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kadar Tune Na Jaani from movie Noorie (1979)

  

Lyrics

    • Movie Name : Noorie (1979)
    • Director(s) : Khaiyaam
    • Singer(s) : Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    kadar tune na jaani - (2)
    beeti jaaye jawaani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani
    ho o o o... beeti jaaye haan beeti jaaye jawaani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani - (2)

    pyaase hain julfon ke saayein - (2)
    kab tak dil mein aag chhupaayein - (2)
    jaage raat suhaani suhaani suhaani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani - (2)

    tohe mann ka meet banaaya - (2)
    patthar se sheesha takraaya - (2)
    maine ki naadaani naadaani naadaani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani - (2)

    yuun naahi ke ghungaru tode - (2)
    mehandiwaale haath bhi jode - (2)
    tune ek na maani na maani na maani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani - (2)
    ho o o o... beeti jaaye, haay beeti jaaye jawaani
    kadar tune na jaani, beeti jaaye jawaani - (2)

    Related Lyrics