Yeh Raat Hai Qayaamat Lyrics

Oh Darling Yeh Hai India (1995)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Raat Hai Qayaamat from movie Oh Darling Yeh Hai India (1995)

  

Lyrics

    • Movie Name : Oh Darling Yeh Hai India (1995)
    • Director(s) : Ranjit Barot
    • Singer(s) : Shweta Shetty
    • Lyricist(s) : 

    tu jo chaahe woh kar le, hai aaj yeh ijaajat - (2)
    yeh raat hai qayaamat - (4)
    aaj ki baat sab kuchh alag hi hoga sab kuchh
    rahega yaad hamesha badal jaayega sab kuchh
    ji bhar ke kar le tu aaj abb sharaarat
    yeh raat hai qayaamat - (4)

    nahi tum tum rahoge, nahi hum hum rahenge
    nahi khushiya rahegi, nahi koyi ghum rahenge
    muskuraake maang le, ek aakhari inaayat
    yeh raat hai qayaamat - (4)
    la la la la......

    na jaane kab kya hoga, na jaane kya kya hoga
    jahaan mein jab jo hoga, jaankar bhi kya hoga
    sab bhul ke maja kar, bas mat kar shikaayat - (2)
    yeh raat hai qayaamat - (4)

    Related Lyrics