Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Pehli Nazar

Chanchal Nayana Tumhaare Lyrics

Pehli Nazar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chanchal Nayana Tumhaare from movie Pehli Nazar

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehli Nazar
    • Director(s) : Kareem MM
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal,Kreem M M
    • Lyricist(s) : 

    chanchal nayana tumhaare, chanchal mann bhi hamaara - (2)
    chit ko churaakar le nahi jaaye gori yeh roop tumhaara
    pyaasa yauvan hamaara, mithi baatein tumhaari - (2)
    nindein udaakar le nahi jaaye, saajan yeh pyaar tumhaara
    chanchal nayana tumhaare, chanchal mann bhi hamaara

    (tum aao toh main sola singaar kar lu
    tum aao toh main pyaar ka ijhhaar kar lu) - (2)
    ijhhaar kar lu, ijhhaar kar lu
    baanki chitvan tumhaari, suni raatein hamaari - (2)
    nindein udaakar le nahi jaaye saajan yeh pyaar tumhaara
    pyaasa yauvan hamaara, mithi baatein tumhaari

    (haathon mein mere jabse tra haath aa gaya
    baahon mein apane saara jahaan sama gaya) - (2)
    jahaan sama gaya, jahaan sama gaya
    chanchal nayana tumhaare, chanchal mann bhi hamaara
    chit ko churaakar le nahi jaaye gori yeh roop tumhaara
    chanchal nayana tumhaare, chanchal mann bhi hamaara

    (kitane dino se yeh milan ki raat aayi hai
    khushiyaan hajaar leke apane saath aayi hai) - (2)
    apane saath aayi hai, apane saath aayi hai
    chanchal nayana tumhaare, chanchal mann bhi hamaara
    pyaasa yauvan hamaara, mithi baatein tumhaari
    chit ko churaakar le nahi jaaye gori yeh roop tumhaara
    pyaasa yauvan hamaara, mithi baatein tumhaari
    mm hmm hmm hmm hmm...

    Related Lyrics