Aur Kya Aur Kya Lyrics

Phir Bhi Dil Hai Hindustani- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aur Kya Aur Kya from movie Phir Bhi Dil Hai Hindustani

  

Lyrics

    • Movie Name : Phir Bhi Dil Hai Hindustani
    • Director(s) : Jatin-Lalit
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Abhijeet
    • Lyricist(s) : 

    (tum aaye to hawao mein ek nasha hai
    tum aaye to fijao mein rang sa hai
    yeh rang saare hai bas tumhaare
    aur kya, aur kya, aur kya - 2) - (2)

    tum aaye ho toh yeh dekh lo, naya naya sa lage yeh jaha ho
    haan haan haan haan haan oh ho
    hansi hansi hai yeh jamin, dhula dhula sa hai yeh aasmaan
    tum ho to hai yeh sama
    aur kya, aur kya, aur kya, aur kya

    dhadak raha hai dil mera, jhuki jhuki hai palke yaha ho
    haan haan haan haan haan oh ho
    jo dil mein ho woh kah bhi do, ruki ruki si hai yeh daastan
    jasbat maange jaban
    aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
    tum aaye to hawao mein ek nasha hai
    tum aaye to fijao mein rang sa hai
    yeh rang saare hai bas tumhaare
    aur kya, aur kya, aur kya - (2)

    Related Lyrics