Chain Aur Sukoon Khone Laga Lyrics

Prashant Tamang - Dhanyavad- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chain Aur Sukoon Khone Laga from movie Prashant Tamang - Dhanyavad

  

Lyrics

  • Prashant Tamang - Dhanyavad
  • Movie Name : Prashant Tamang - Dhanyavad
  • Director(s) : Zubeen Gerg
  • Singer(s) : Prashant Tamang
  • Lyricist(s) : 

chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
pehli dafa machala hai dil, dil se baahar nikla hai dil
betaab hoon, meheb khaab hoon
chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga

kuchh aa raha hai, kuchh ja raha hai
aata jaata har pal tadpa raha hai
aawaarapan woh, deewaanapan woh, yaad aa raha hai mastaanapan woh
chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
pehli dafa machala hai dil, dil se baahar nikla hai dil

aati hawaayein deke sadaayein, kehati hai gujare lamhe bhulaaye
hai aaj mein hi har khaab kal ke, yuun aaj ko bhi chhoda na jaaye
chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
betaab hoon, meheb khaab hoon
chain aur sukoon... khone laga, yeh kya mujhe hone laga

Related Lyrics