Chain Aur Sukun Khone Laga Lyrics

Prashant Tamang - Dhanyavad- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chain Aur Sukun Khone Laga from movie Prashant Tamang - Dhanyavad

  

Lyrics

  • Prashant Tamang - Dhanyavad
  • Movie Name : Prashant Tamang - Dhanyavad
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Prashant Tamang
  • Lyricist(s) : 

chain aur sukun khone laga, yeh kya mujhe hone laga
pehalee dafa machala hai dil, dil se baahar nikla hai dil
betaab hu meheb khaab hu
chain aur sukun khone laga, yeh kya mujhe hone laga

kuchh aa raha hai, kuchh jaa raha hai
aata jaata har pal tadpa raha hai
aawaaraapan woh, divaanaapan woh, yaad aa raha hai mastaanapan woh
chain aur sukun khone laga, yeh kya mujhe hone laga
pehalee dafa machala hai dil, dil se bahar nikla hai dil

aatee hawaaye deke sadaaye, kehatee hai gujare lamhe bhulaaye
hai aaj me hee har khab kal ke, yu aaj ko bhee chhoda naa jaaye
chain aur sukun khone laga, yeh kya mujhe hone laga
betaab hu meheb khaab hu
chain aur sukun khone laga, yeh kya mujhe hone laga

Related Lyrics