Gori Zulm Kare Zulf Ka Bikhar Jaanaa Lyrics

Pyar Bana Afsana- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Gori Zulm Kare Zulf Ka Bikhar Jaanaa from movie Pyar Bana Afsana

  

Lyrics

    • Movie Name : Pyar Bana Afsana
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Rafi
    • Lyricist(s) : 

    Gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa
    gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa
    o Bikhar Jaanaa Haay Bikhar Jaanaa
    bikhar Jaanaa Haay Bikhar Jaanaa
    o Gori O Gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa

    har Adaa Teri Kamaal
    mukhadaa Chaand Ki Misaal
    chalti Morani Ki Chaal
    jaane Kyun Naa Dil Kaa Haal
    badgumaan Thodi Der To Thahar Jaanaa
    o Thahar Jaanaa Haay Thahar Jaanaa
    thahar Jaanaa Haay Thahar Jaanaa
    o Gori O Gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa

    ye Dupattaa Jaalidaar
    pahane Motiyon Kaa Haar
    halkaa Halkaa Hai Nikhaar
    aaye Kis Tarah Naa Pyaar
    ye Bahaar Uspe Ye Teraa Sanwar Jaanaa
    o Sanwar Jaanaa Haay Sanwar Jaanaa
    sanwar Jaanaa Haay Sanwar Jaanaa
    o Gori O Gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa
    gori Zulm Kare Zulf Kaa Bikhar Jaanaa

    Related Lyrics