Teri Khaamoshi Jubaan Ban Gayi Lyrics

Pyar Hua Chori Chori (1991)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Teri Khaamoshi Jubaan Ban Gayi from movie Pyar Hua Chori Chori (1991)

  

Lyrics

    • Movie Name : Pyar Hua Chori Chori (1991)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Amit Kumar
    • Lyricist(s) : 

    (teri khaamoshi jubaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi) - (2)
    tune mujhase kuchh na kahaan maine sab sun liya
    teri khaamoshi jubaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi

    rakhe jo paanv dil ki jamin par - (2)
    tune bana di jannat yahin par
    abb yeh jamin aasmaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi
    teri khaamoshi jubaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi

    tujhasa hasin mera dil nahi tha - (2)
    shaayad main tere kaabil nahi tha - (2)
    kismat magar meherbaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi
    teri khaamoshi jubaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi
    tune mujhase kuchh na kahaan maine sab sun liya
    teri khaamoshi jubaan ban gayi
    ik pyaar ki yeh daastaan ban gayi

    Related Lyrics