Papa Kehate Hain Bada Nam Karega Lyrics

Qayamat Se Qayamat Tak- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Papa Kehate Hain Bada Nam Karega from movie Qayamat Se Qayamat Tak

  

Lyrics

  • Qayamat Se Qayamat Tak
  • Movie Name : Qayamat Se Qayamat Tak
  • Director(s) : Anand-Milind
  • Singer(s) : Udit Narayan
  • Lyricist(s) : 

papa kehate hain bada nam karega, beta hamara aisa kam karega
magar yeh toh koi naa jane, kee meree manjil hai kahan

papa kehte hain bada nam karega, beta hamara aisa kam karega
magar yeh toh koi naa jane, kee meree manjil hai kahan
papa kehte hain bada nam karega.......

baithe hain milke sab yar apne, sabake dilo me arman yeh hai - (2)
woh jindagee me kal kya banega, har ek najar kaa sapna yeh hai
koi engineer kaa kam karega, business me koi apna nam karega
magar yeh toh koi naa jane, kee meree manjil hai kahan
papa kehte hain bada nam karega.......

meraa toh sapna hai ek chehra, dekhe jo usako jhume bahar - (2)
gaalo me khilatee kaliyo kaa mausam, aankho me jadu hontho me pyar
banda yeh khubsurat kam karega, dil kee duneeya me apna nam karega
meree najar se dekho toh yaro, kee meree manjil hai kahan
papa kehte hain bada nam karega.......

Related Lyrics