Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Rang

Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna Lyrics

Rang- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yaaron Sun Lo Zara Haan Apna Ye Kehna from movie Rang

  

Lyrics

    • Movie Name : Rang
    • Director(s) : Rahman AR
    • Singer(s) : Udit Narayan,Chithra K S
    • Lyricist(s) : 

    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    jeena ho to appun ke jaise hi jeena
    gaadi bangla nahin na sahi na sahi bank balance nahin na sahi na sahi
    tv video nahin na sahi na sahi suiting shirting nahin na sahi na sahi
    inki humko kyon ho fikar jee lo jaise mast kalandar
    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    jeena ho to appun ke jaise hi jeena
    gaadi bangla agar ho to kya baat hai
    bank balance se rangeen din raat hai
    tv video agar hai to kya hai maza
    dressing hessing se kuchh aur thaath hai
    inki karlo kuchh to kadar yaaro thoda jaao sudhar
    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    jeena ho to appun ke jaise hi jeena

    humko dekho hum hain yaara apni marzi ke raaja
    duniya bole to maza hai na kaho khud ko raaja
    naam appun ka munna bhai hum kmarein vo jo dil mein samaaye
    arre dhanda kiya na kiya kya fikar
    kaun aaya gaya duniya mein kya khabar
    is duniya se tum jo rahe bekhabar kabhi duniya tumhein na bhulaaye
    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    jeena ho to appun ke jaise hi jeena
    gaadi bangla nahin na sahi na sahi bank balance nahin na sahi na sahi
    tv video nahin na sahi na sahi suiting shirting nahin na sahi na sahi
    inki karlo kuchh to kadar yaaro thoda jaao sudhar

    kal ka kya hai kisne dekha hum to aaj mein jeete hain
    jinmein himmat hai nahin vo aisi baatein karte hain
    uski to tum baat na karna humko dada sub kehte hain
    arre sheron ke jaisa hai apna jigar ooncha hi raha hai sada apna sar
    sar se jyaada oonchi rahe ye nazar aasmaan bhi to sar ko jhukaye
    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    jeena ho to appun ke jaise hi jeena
    gaadi bangla agar ho to kya baat hai
    bank balance se rangeen din raat hai
    tv video agar hai to kya hai maza
    dressing hessing se kuchh aur thaath hai
    inki humko kyon ho fikar jee lo jaise mast kalandar
    yaaron sun lo zara haan apna ye kehna
    hey jeena ho to appun ke jaise hi jeena

    Related Lyrics