Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Hey Ram

Janmon Ki Jwaala Lyrics

Hey Ram- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Janmon Ki Jwaala from movie Hey Ram

  

Lyrics

    • Movie Name : Hey Ram
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Hariharan,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    --female--
    aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa Aa
    janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein
    milne Ki Trishna Thi Mann Mein
    tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal
    ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal, Oh
    aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa, Aa Ha Aa Aa Aa
    kitna Hai Sukh Bandhan Mein
    preetam Tere Aalungan Mein
    aagosh Mein Aake Maine Jaana
    praanon Se Nazdeek Tujhko Maana
    saathiya

    --male--
    sapnon Ka Har Darpan Toota
    har Mausam Lagta Hai Jhoota
    kitna Gahen Hai Samay Ka Saaya
    dil Ke Ujaale Ko Benoor Paaya
    saathiya
    janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein

    --female--
    (janmon Ki Jwaala Thi Tan Mein)

    --male--
    milne Ki Trishna Thi Mann Mein

    --female--
    (milne Ki Trishna Thi Mann Mein)

    --male--
    tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal

    --female--
    (tune Kiya Tan Ko Sheetal Sheetal)

    --male--
    ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal

    --female--
    (ab Na Rahi Mann Mein Koi Halchal)

    --both--
    saathiya

    Related Lyrics