Benaam Sa Yeh Dard Thehar Kyun Nahi Jaata Lyrics

Ravayaat (jagjit Singh)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Benaam Sa Yeh Dard Thehar Kyun Nahi Jaata from movie Ravayaat (jagjit Singh)

  

Lyrics

  • Ravayaat (jagjit Singh)
  • Movie Name : Ravayaat (jagjit Singh)
  • Director(s) : K.L. Sehgal/Roy Venkatraman/Jagjit Singh/Lalit Sen/Vishal Shekhar/Kuldeep Singh
  • Singer(s) : Jagjit Singh
  • Lyricist(s) : 

benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata - (2)
jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata

sab kuchh toh hai, kya dhundati rehati hai nigaahein - (2)
kya baat hai main waqt pe ghar kyun nahi jaata - (2)
jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata

woh ek hi chehara toh nahi saare jahaan mein - (2)
jo dur hai, woh dil se utar kyun nahi jaata - (2)
jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata
benaam sa yeh dard thehar kyun nahi jaata
jo beet gaya hai woh gujar kyun nahi jaata

Related Lyrics