Jalta Hai Badan Lyrics

Razia Sultana- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jalta Hai Badan from movie Razia Sultana

  

Lyrics

    • Movie Name : Razia Sultana
    • Director(s) : Khaiyyam
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    jalta hai badan ho... hay! jalta hai badan
    pyaas bhadakee hai
    pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan - (2)
    ishk se kah do kee le aaye kahee se saavan
    pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan
    jalta hai badan - (2)

    jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale
    daur par daur chale, aao lag jaao gale
    aao lag jaao gale, kam ho sine kee jalan
    pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan
    jalta hai badan - (3)
    o aah jalta hai badan

    dekh jal jaayenge ham, iss tabassum kee kasam
    abb nikal jaayega dam, tere baaho me sanam
    dil pe rakh haath kee thaam jaaye dil kee dhadakan
    pyaas bhadakee hai sare shaam se (jalta hai badan -2)
    ishk se kah do ke le aaye kahee se saavan
    pyaas bhadakee hai sare shaam se jalta hai badan
    jalta hai badan - (2)
    o... hay jalta hai badan, jalta hai badan ...

    Related Lyrics