Aaj Ka Din Hai Kitana Suhaana Lyrics

Return Of Jewel Thief (1996)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aaj Ka Din Hai Kitana Suhaana from movie Return Of Jewel Thief (1996)

  

Lyrics

    • Movie Name : Return Of Jewel Thief (1996)
    • Director(s) : Jatin-Lalit
    • Singer(s) : Abhijeet,Kumar Sanu
    • Lyricist(s) : 

    (aaj ka din hai kitana suhaana
    jhumein naache gaaye jamaana) - (2)
    masti mein o yaaron kho nahi jaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana - (2)
    haan aaj ka din hai kitana suhaana
    jhumein naache gaaye jamaana
    masti mein o yaaron kho nahi jaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana - (2)

    ai yaar mere aisa toh nahi
    hum mein se na ho woh koyi kahin
    iss mehfil mein dekho toh jara
    kaise kaise chehare hai haseen
    inn cheharon inn cheharon ka dhoka nahi khaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana
    aaj ka din hai kitana suhaana
    jhumein naache gaaye jamaana
    are masti mein o yaaron kho nahi jaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana - (2)

    koyi jaadu sa na ho jaaye, jo saamane hai na kho jaaye
    bole yeh gajar jaago yaaron, dekho toh jara na aa jaaye
    koyi paapi koyi paapi puraana anjaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana
    (aaj ka din hai kitana suhaana
    jhumein naache gaaye jamaana) - (2)
    haan masti mein o yaaron kho nahi jaana
    baat matlab matlab ki kehata hai deewaana
    baat matlab ki kehata hai deewaana........

    Related Lyrics