Badi Door Se Aaye Hain - I Lyrics

Samjhauta (1973)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Badi Door Se Aaye Hain - I from movie Samjhauta (1973)

  

Lyrics

    • Movie Name : Samjhauta (1973)
    • Director(s) : Kalyanji-Anandji
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Mukesh
    • Lyricist(s) : 

    badi dur se aaye hai, pyaar ka tofa laaye hain - (2)
    apana lo ya thukara do, pyaar ka tofa laaye hain
    badi dur se aaye hai, pyaar ka tofa laaye hain

    jo dilon ke nate hain woh jode nahi jaate - (2)
    jod liye toh... phir tode nahi jaate
    yeh naate, yeh naate
    yeh naate dil mein basaaye hain, pyaar ka tofa laaye hain
    badi dur se aaye hai, pyaar ka tofa laaye hain

    anjaane logo mein koyi saathi toh milega - (2)
    koyi toh hoga jo hamako samjhega
    yeh sapana, yeh sapana
    yeh sapana dil mein sajaaye hain, pyaar ka tofa laaye hain
    badi dur se aaye hai, pyaar ka tofa laaye hain

    hm yaar hai yaaron ke nibha denge yaari, kya samajhe bachche
    hm yaar hai yaaron ke nibha denge yaari
    yaari hai hamako saari duniya se pyaari
    apana toh dil hai saada phir bhi hai atal iraada
    hai jaan se pyaara waada, waada kabhi na todenge
    jite ji hum yaaron ka saath na chhodenge - (2)
    sahaare sahaare sahaare yaaron ke paaye hain
    pyaar ka tofa laaye hain
    badi dur se aaye hai, pyaar ka tofa laaye hain

    Related Lyrics