Jaana Tumhaare Pyaar Mein Lyrics

Sasural (1961)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jaana Tumhaare Pyaar Mein from movie Sasural (1961)

  

Lyrics

    • Movie Name : Sasural (1961)
    • Director(s) : Shankar-Jaikishen
    • Singer(s) : Mukesh
    • Lyricist(s) : 

    (jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
    kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana) - (2)
    jaana tumhaare pyaar mein

    (hum toh deewaane hai tere naam ke
    dil luta baithe hai jigar thaam ke) - (2)
    ishq ne hamako nikkama kar diya
    warana hum bhi aadami the kaam ke
    itana main gir chuka hoon ki haiwaan ban gaya hoon
    kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
    jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
    kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
    jaana tumhaare pyaar mein

    (abb toh bas patthar ki ek tasbeer hoon
    ya samajh lo ek buteh pepir hoon) - (2)
    apane pairon bandh gayi jo pyaar mein
    aisi ik ulajhi huyi janjeer ho
    haalat ko apane dekh ke hairaan ban gaya hoon
    kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
    jaana tumhaare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon
    kya kya banana chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana
    jaana tumhaare pyaar mein

    Related Lyrics