Kar Karam Yaar Lyrics

Sawli Ladki - Pradeep Mehta- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kar Karam Yaar from movie Sawli Ladki - Pradeep Mehta

  

Lyrics

  • Sawli Ladki - Pradeep Mehta
  • Movie Name : Sawli Ladki - Pradeep Mehta
  • Director(s) : Rajneesh Mishra
  • Singer(s) : Pradeep Mehta
  • Lyricist(s) : 

bechain hoon samandar sa, na chain mujhako ik lamha - (2)
teri nazar ki chaahat hai, kar de tu ik nazar
(kar karam yaar -3 kar) - (2)
bechain hoon samandar sa

tu hi junoon mera hai tu hi deewaana pan
tere liyehi tadpe hai, din raat mera mann
mushkil hai teri yaadon ko dil se bhula saku
rab ki jagah sanam tere sajade main karta hoon
sun le iltaja meri de duwa ko asar
(kar karam yaar -3 kar) - (2)
bechain hoon samandar sa

rooh mein hai sharif tu, dhadkan mein hai basi
tu hi karaar mera tu meri bebasi
tere hi haathon mein jaanam hai meri jindagi
meri judaayi aansu hai, milana teri khushi
aa paas mere aaja tu, na bekaraar kar
(kar karam yaar -3 kar) - (2)
bechain hoon samandar sa, na chain mujhako ik lamha
teri nazar ki chaahat hai, kar de tu ik nazar
(kar karam yaar -3 kar) - (4)

Related Lyrics