Beqaraar Hai Koyi Lyrics

Shama Parwana (1954)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Beqaraar Hai Koyi from movie Shama Parwana (1954)

  

Lyrics

    • Movie Name : Shama Parwana (1954)
    • Director(s) : Husanlal Bhagatram
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Suraiya
    • Lyricist(s) : 

    aa aa aa aa....
    beqaraar hai koyi aa aa aa.... ai mere dildaar aa - (2)
    aa aa aa....
    ai kisi ki jindagi aa aa aa.... ishq hai ghum khaar aa
    aa aa aa....
    dasati hai naagan si kurbat ki raatein - (2)
    jhuti hai bin tere jine ki baatein, jine ki baatein
    haaye kyun yeh bebasi aa aa aa... main hoon talabgaar aa
    aa aa aa....
    chun loon ghum tere, dukh dard mita doon - (2)
    honto pe nagamon ki kaliya khila doon, kaliya khila doon
    ro rahi hai bekasi aa aa aa... husn hai bimaar aa
    aa aa aa....
    hasana hai bas mein, na rona hai bas mein - (2)
    pehalu mein rehkar woh keh dega kasamein... keh dega kasamein
    manjilon mein pyaar ki aa aa... tod ke deewaar aa
    beqaraar hai koyi aa aa aa.... ai mere dildaar aa
    aa aa aa....

    Related Lyrics