Maula Lyrics

Spanish Beauty- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Maula from movie Spanish Beauty

  

Lyrics

  • Spanish Beauty
  • Movie Name : Spanish Beauty
  • Director(s) : Aravind - Shankar,Atif Aslam
  • Singer(s) : Atif Aslam
  • Lyricist(s) : 

maulaa maulaa

(mujh ko bata mera dar hai kahan maula - 2
jogi bana main phira rawan kinna - 2) - 2

rooh ko tu hawa, bus tu hi aab hai - 2
is nazar ko tou tera hi khaab hai
is nazar ko tou sirf tera hi khaab hai
mujh ko bata mera dar hai kahan maula - 2
jogi bana main phira rawan kinna - 2

jogi bana....

shoor kyun kar rahi yahan har ek zaban - 2
naam tera kahan gumshada gumshada - 2
mujh ko bata mera dar hai kahan maula - 2
jogi bana main phira rawan kinna - 2
jogi bana maula, jogi bana maula
jogi bana maula, jogi bana maula
jogi bana main phirda rawan kinna - 2
mujh ko bata mera dar hai kahan maula - 2
jogi bana main phirda rawan kinna - 2

Related Lyrics