Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Superstar

Ajnabi Khwab Mein Dekh Tha Joh Lyrics

Superstar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ajnabi Khwab Mein Dekh Tha Joh from movie Superstar

  

Lyrics

  • Superstar
  • Movie Name : Superstar
  • Director(s) : Shamir Tandon
  • Singer(s) : Raaj
  • Lyricist(s) : 

(ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi) - (2)
(rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
har kadam ko dekhta hu main) - (2)
ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi

kuchh toh naya ehsaas hai, joh mera mann udd raha
roke se bhi rukta nahin, kis or yeh mud raha
bunde ghiri khwahisho ki toh main, ek pal bhi na khud mein rahaan
ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi

khusbu ghuli jasbaat mein, jaane paheli hai kya
baithe huye socha karu, yeh kyaa mujhe ho gaya
jhonkha koyi ek anjaan sa, dhadkano ko meri chhu raha
ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi
(rat din main jaagata hu, beete pal ko sochata hu
har kadam ko dekhta hu main) - (2) o o o......
ajnabi khwab mein dekh tha joh, ho tum wahi
dil mujhe le chala, chal pada main toh wahi

Related Lyrics