Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Tezaab

Ek Do Tin (male) Lyrics

Tezaab- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ek Do Tin (male) from movie Tezaab

  

Lyrics

    • Movie Name : Tezaab
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Amit Kumar
    • Lyricist(s) : 

    ding dong ding, ding dong ding dong ding dong - (4)

    (ek do tin chaar panch che saath aath nau
    dus gyaaraah baaraah tera) - (2)
    (tera karu -2 din gin gin ke intejaar
    aaja sanam aaye bahaar) - (2)

    chaudaah ko jab maine kehlaaya tha - (2)
    pandraah ko aayunga mai aaya tha
    pandraah ko parde se nikalee naa too
    tujhako naa paake me ghabraaya tha
    solaah ko bhee -2 subah se tha bekaraar
    aaja sanam aayee bahaar

    (tera karu -2 din gin gin ke intejaar
    aaja sanam aaye bahaar) - (2)
    (ek do tin chaar panch che saath aath nau
    dus gyaaraah baaraah tera) - (2)

    satara ko soya nahee raat bhar
    atharaah ko bhee too naa aayee najar
    unnis ko me dewaana huwa, bis ko ghar se rawaana huwa
    galiyo me, galiyo me gunje divaane kee pukaar
    aaja sanam aayee bahaar

    (tera karu -2 din gin gin ke intejaar
    aaja sanam aaye bahaar) - (2)
    (ek do tin chaar panch che saath aath nau
    dus gyaaraah baaraah tera) - (2)

    ikkis ko aayee naa bais ko too, jab naa milee teis chuabis ko too
    pacches ko samjhaya sab ne mujhe, mat jan de dena chabbis ko
    duniya me bas -2, din hai mere aur chaar
    aaja sanam aayee bahaar

    (tera karu -2 din gin gin ke intejaar
    aaja sanam aaye bahaar) - (2)
    (ek do tin chaar panch che saath aath nau
    dus gyaaraah baaraah tera) - (2)

    din bane hafte, hafte mahine, mahine ban gaye saal
    aake jara too dekh toh le, kya huwa hai mera haal
    divaana dar dar me firta hu, naa jita hu naa me marta hu
    tanhaayee kee raate sehata hu, aaja aaja, aaja aaja aaja
    aaja ke din ginta rehta hu

    (tera karu -2 din gin gin ke intejaar
    aaja sanam aaye bahaar) - (2)
    (ek do tin chaar panch che saath aath nau
    dus gyaaraah baaraah tera) - (2)

    hoye hoye hoye hoye.....

    Related Lyrics