Yeh Aisa Utthaan Hai Lyrics

Utthaan - 2006- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yeh Aisa Utthaan Hai from movie Utthaan - 2006

  

Lyrics

    • Movie Name : Utthaan - 2006
    • Director(s) : Kumar Sanu
    • Singer(s) : Sonu Nigam
    • Lyricist(s) : 

    yeh aisa utthaan hai, aayee nahee jisakee pehchaan hai
    yeh dil kee udaan hai, anjaam jiska armaan hai
    yeh aisa utthaan hai

    manjilo kee duree duree nahee hai, sidhee rahe tedhee nahee hai
    aankho me sapane hai agar tumhaare utarenge ek din jamee pe sitaare
    harpal nayee ummido kaa hai yeh karawa
    yeh aisa utthaan hai aaina hee jisakee pehchaan hai
    yeh dil kee udaan hai anjam jiska armaan hai
    yeh aisa utthaan hai

    mukkamal jahaan ko paana jo chaahe, hosala naa hare badhata hee jaaye
    kadamo me manjil hogee tumhaare bulandisee shoharat kare yeh ishaare
    chhule mujhe honge tere jamin aasmaan
    yeh aisa utthaan hai, aayee nahee jiskee pehchaan hai
    yeh dil kee udaan hai, anjaam jiska armaan hai
    yeh aisa utthaan hai

    Related Lyrics