Main Hoon Jahaan Hain Pyaar Wahaan Lyrics

Vijayta Pandit - Propose- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Hoon Jahaan Hain Pyaar Wahaan from movie Vijayta Pandit - Propose

  

Lyrics

    • Movie Name : Vijayta Pandit - Propose
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Vijayta Pandit
    • Lyricist(s) : 

    (main Hoon Jahaan, Hain Pyaar Wahaan
    main Hoon Jamin, Main Aasmaan
    main Sitaaron Ko Chhu Loon
    sang Hawaan Ke Dolu
    main Phulon Mein Rehati Hoon
    hai Yeh Mera Saara Jahaan, Jahaan...) - 2

    sapne Ki Gali, Duniya Hai Meri
    sang Jugnu Mere, Titliyaan Hai Meri Paarab??
    ho Jugnuon Ki Tarah Jagmagaati Phiruun
    bhanware Ki Tarah Gungunaati Phiru Ru Ru Ru Ru....
    main Hoon Jahaan, Hain Pyaar Wahaan
    main Hoon Jamin, Main Aasmaan
    main Sitaaron Ko Chhu Loon
    sang Hawaan Ke Dolu
    main Phulon Mein Rehati Hoon
    hai Yeh Mera Saara Jahaan, Jahaan...

    neela Neela Gagan, Thandi Thandi Pawan
    bas Mein Kaise Karrun, Aaj Main Apana Mann
    mann Mein Aasha Meri, Woh Toh Aaye Kabhi
    dhindate Hai Jise Kabse Mere Nayan Ru Ru Ru Ru....
    main Hoon Jahaan, Hain Pyaar Wahaan
    main Hoon Jamin, Main Aasmaan
    main Sitaaron Ko Chhu Loon
    sang Hawaan Ke Dolu
    main Phulon Mein Rehati Hoon
    hai Yeh Mera Saara Jahaan, Jahaan...

    jahaan, Mera Jahaan

    Related Lyrics