Sau Baar Lyrics

Yamla Pagla Deewana- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sau Baar from movie Yamla Pagla Deewana

  

Lyrics

  • Yamla Pagla Deewana
  • Movie Name : Yamla Pagla Deewana
  • Director(s) : Sandesh Shandilya
  • Singer(s) : Shreya Ghoshal,Omar Nadeem
  • Lyricist(s) : 

teri yeh aankhein mujhe bawra karein
aankhon mein meri kai rang hai bhare
sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein - 2
oh meri humdum dil ki zara sun baahon mein aa beekhre
sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein - 2

aankhon mein dekha jo tune toh bata kya dekha
haan maine hai naam tumhara surme se likha
yeh surme ki dhari, kare hai hoshiyari kya padhe kya na padhe
sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein - 2

tu toh sukun hai mera main piya shor huin
haan pehle thi aur koi main ab koi aur huin
na tuhi badli hai na hi badla huin
badli hai bas nazrein
sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
oh mer humdum dil ki zara sun baahon mein aa bikhre
sau baar yeh kahe dil ke aaja tujhe pyar karein
sau baar, ke aaja, ke aaja tujhe pyar karein
ke aaja tujhe pyar karein ke aaja tujhe pyar karein

Related Lyrics