Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Hindi Shayari
Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Hindi Shayari
Showing Hindi Shayari 1771 - 1780 of 3592, Page 178 of 360 pages.
Apne haatho se chehre ko chupate kyun ho,
Sharmate ho to samne aate kyun ho,
Tum meri tarah bhi kar do ikraar-e-wafa,
Pyar karte ho to fir chupate kyun ho.


Hume jana hai waha jaha dil ke baat ho,
Hume jana hai waha jaha dil se baat ho,
Hume jana hai waha jaha dard na sath ho,
Hume jana hai waha jaha intezar ke baat ho,
Kyu ke intezar mein bhi maza hai.


Pagal hai wo log,
jo pyar me ladkio ko miss kiya karte hai.
Miss karna hai to machchharo ko miss karo,
jo jaan hatheli par rakhakar tumeh KISS kiya karte hai.


aaj bahut din baad hamari unse baath hui,
laga mere saye nein apne hone ka ehsas dilaya.
us waqt hame aysa laga jaise,
mere dil apne hone ka ek ehsas dilaya.
bato bato mein aysa laga ke mein,
bhul gaya ek pal mein yeh sari duniya..
kya khoya kya paya apne is zindagi mein,
na soch kar yaad aah rahi thi,
uske begar bitai hui woh duriya.
duriyo se mein kavi dard nahi hua jo,
maine uske bagar apni in bejan diwaro ke sath bitaye.
par kahete hein na kavi kavi wohi dard aur gaam,
hamari is zindagi ko kisi dour le jate hein bina hame bataye.
bus jina hein hame unke pyar mein unki awaz ko sunkar,
aur unki us muskurahat ko apne kahayalo me rakhkar.
kavi eshsas na karne denge hum unhe k,
unki muskurahat ko bekarar karne k liye,
kardenge apni zindagi raab ke chokhat par.
batein hum jab bhi kiya karte hein,,
ek hein labz nikal atte hein apna khyal rakhte ho ke nahi.
aur unka kahena ek hein hota hein aap apna khyal rakho ge,
to hum apna khyal rakhenge warna nahi.
aab hum kya unse kahe ke hum khud nahi jante ke,
khyal kaise rakhte hein hum kitna unke begar.
hamne sirf yeh kaha yeh to hamare andar aap ka dil hein,
jaisa aap chahoge waise hum karenge hoke bekhabar.
kahete hein pyar mein hamesha,
apna dil khud ke pass nahi hota..
yahi to mohabbat hein jo ek dusre ko bandhe rakha hein,
nahi to apna khud ka dil dharamshala na hota.
dil to sirf ek ko hein diya jata hein jo hamesha,
hamari band akho mein samai hui rahete hein.
khud ko uske karib pana ho to uski,
ek mithi si awaz jene ke liye kafi hoti hein..


Hum unke ek ishare k intezar me rahe
par unki nazar is taraf mudi hi nahi..
anjane me us dor ki salamti ki dua mangte rahe
jo dor kabhi unse judi hi nahi.


Hi Friends,
I am not a shayar or poet means I don’t write anything but I love to
listen and read.
aapke liye paish hey kuch ashaar jo kahin sunay thay..:)
aankh mein thii hayaa har mulaaqaat par
surkh aariz hue vasl kii baat par
us ne sharmaa ke mere savaalaat par
aise gardan jhukaayi mazaaa aa gayaa
vo aaine mein dekh rahe the bahaar-e-husn
aayaa meraa Khayaal to sharmaa ke rah gaye
suuraj kii har kiran teri surat pe vaar duu
dozakh ko chaahataa huu ki jannat pe vaar duu
itnii sii hai tasallii ki hogaa muqaabalaa
dil kyaa hai jaan bhii apanii qayaamat pe vaar duu
ik khvaab thaa jo dekh liyaa niind mein kabhii
ik niind hai jo terii muhabbat pe vaar duu
“Adam” hasiin niind milegii kahaa mujhe
phir kyuu na zindagaanii ko turbat pe vaar duu
Hope you all liked it.I will post more when I will get a chance again :)


Fiza mein mehekti shaam ho tum,
Pyaar mein chalakata jaam ho tum,
Tumhe dil mein chupaye phirte hai,
Ae dost meri zindgi ka dusra naam ho tum..


Apne DIL ke suno jazbat se kam na lo,
mujhe bas yad rkho beshak mera nam na lo,
apko vaham hai hum bhul gaye apko,
yar aisa soch ke maree dosti ka Imtehan na lo.
Have nice day


Showing Hindi Shayari 1771 - 1780 of 3592, Page 178 of 360 pages.
123456789101112131415161718192021222324252627282930313233343536373839404142434445464748495051525354555657585960616263646566676869707172737475767778798081828384858687888990919293949596979899100101102103104105106107108109110111112113114115116117118119120121122123124125126127128129130131132133134135136137138139140141142143144145146147148149150151152153154155156157158159160161162163164165166167168169170171172173174175176177179180181182183184185186187188189190191192193194195196197198199200201202203204205206207208209210211212213214215216217218219220221222223224225226227228229230231232233234235236237238239240241242243244245246247248249250251252253254255256257258259260261262263264265266267268269270271272273274275276277278279280281282283284285286287288289290291292293294295296297298299300301302303304305306307308309310311312313314315316317318319320321322323324325326327328329330331332333334335336337338339340341342343344345346347348349350351352353354355356357358359360
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )