Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Hindi Shayari
Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Hindi Shayari
Showing Hindi Shayari 291 - 300 of 3592, Page 30 of 360 pages.
Yeh degree bhi lelo, ye naukari bhi lelo,
Bhale Chheen lo mujhse USA ka Visa. ..
magar mujhko lauta do college ka canteen,
vo chaay ka paani vo teeKha samosaa
kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa,
vo project ki Khatir shahar bhar bhataknaa,
vo lecture mein doston ki proxy lagaanaa,
vo sir ko chidhanaa ,vo aeroplane udaanaa,
vo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa,
vo orals ki kahani vo practical ka Kissaa
bimaari ka reason de ke time badhanaa,
vo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa,
vo seminar ke din paironka chhatpatanaa,
vo workshop mein din raat pasinaa bahanaa,
vo exam ke din ka bechain maahaul,
par vo maa ka vishvas – Teachar ka Bharosaa.. .
vo pedon ke neeche gappe ladanaa,
vo raaton mein drawing sheets banaanaa,
vo exams ke akhari din theatre mein jaanaa,
! vo bhole se freshers ko hamesha sataanaa,
without any reason common off pe jaanaa,
test ke waqt table mein kitabon ko rakhnaa,
isi tarah teachers ko dena Jhansaa ..
college ki sabse purani nishaanee,
vo chaaywala jise saare kehte the. jaani,
vo jaani ke hathon ki ‘cutting’ chaay meethee,
vo chupkese journal mein bheji hui chitthi,
vo padh tehi chiththi uska bhadakna,
vo chehre ki laali vo aankhon ka Gussaa..
college ki wo saari lambisi raatein,
vo doston se canteen mein pyaari si baatein,
vo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa,
vo ladkiyon ka yuhin hamesha akadnaa,
bhulaaye nahin bhool sakta hai koi,
vo college, vo batein, vo shararatein vo javani.
ka ash hum phir dohra sakte kahani..
vo kagaz ki k ashti vo barish ka pani.
From: Aapka Dost Zulfi Sheikh Yeh degree bhi lelo, ye naukari bhi lelo,
Bhale Chheen lo mujhse USA ka Visa. ..
magar mujhko lauta do college ka canteen,
vo chaay ka paani vo teeKha samosaa
kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa,
vo project ki Khatir shahar bhar bhataknaa,
vo lecture mein doston ki proxy lagaanaa,
vo sir ko chidhanaa ,vo aeroplane udaanaa,
vo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa,
vo orals ki kahani vo practical ka Kissaa
bimaari ka reason de ke time badhanaa,
vo doosron ke assignments ko apnaa banaanaa,
vo seminar ke din paironka chhatpatanaa,
vo workshop mein din raat pasinaa bahanaa,
vo exam ke din ka bechain maahaul,
par vo maa ka vishvas – Teachar ka Bharosaa.. .
vo pedon ke neeche gappe ladanaa,
vo raaton mein drawing sheets banaanaa,
vo exams ke akhari din theatre mein jaanaa,
! vo bhole se freshers ko hamesha sataanaa,
without any reason common off pe jaanaa,
test ke waqt table mein kitabon ko rakhnaa,
isi tarah teachers ko dena Jhansaa ..
college ki sabse purani nishaanee,
vo chaaywala jise saare kehte the. jaani,
vo jaani ke hathon ki ‘cutting’ chaay meethee,
vo chupkese journal mein bheji hui chitthi,
vo padh tehi chiththi uska bhadakna,
vo chehre ki laali vo aankhon ka Gussaa..
college ki wo saari lambisi raatein,
vo doston se canteen mein pyaari si baatein,
vo gathering ke din ka ladnaa Jhagadnaa,
vo ladkiyon ka yuhin hamesha akadnaa,
bhulaaye nahin bhool sakta hai koi,
vo college, vo batein, vo shararatein vo javani.
ka ash hum phir dohra sakte kahani..
vo kagaz ki k ashti vo barish ka pani.


Zindagi Ki Raah Me Khud Ko Akela Mat Samajhna doston
Aur Bhi Bohot Hain Jo Is Shor o Ghol Me Tanha Hain..


Dear All Friend,
Good Morning!
I am sending my love thoughts you all through my writing.
If anyone like, please! Reply to me.
“Tumhe Bhool Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai”
Tumhe Bhool Jaun, Ye Mumkin Nahi Hai
Teri Mehphil Mein Aaun, Ye Mumkin Nahi Hai
Tumhe Bhool Jaun…………
… 1 …
Daras Ko Jinke, Tarasi Ye Nigahe
Unke Dil Se Dur Jaun Ye Mumkin Nahi Hai,
Tumhe Bhool Jaun,
Teri Mehphil Mein Aaun….
… 2 …
Basi Ho Tum Meri, Rag – Rag Mein Dilbar,
Kabhi Tum Na Yaad Aao, Ye Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun ……
Teri Mehphil Mein Aaun.
… 3 …
Harek Saii Tera, Mujhko Pata Hai,
Jahan Na Ho Tum, Main Wahan Chala Jaun,
Ye Mumkin Nahi Hai| Tumhe Bhool Jaun,
Teri Mehphil Mein Aaun…….
… 4 …
Mere Darde Dil Ki, Dawa, Tum Hi Tum Ho,
Main Aauro Ka Ho Jaun, Yeh Mumkin Nahi Hai|
Tumhe Bhool Jaun ,
Teri Mehphil Mein Aaun.
… 5 …
Sitaare Bhi Tarasate Hai, Tere Aarzoo Ko
Tere Paas Aake, Main Dur Chala Jaun,
Ye Mumkin Nahi Hai Tumhe Bhool Jaun ……
Teri Mehphil Mein Aaun…….
Thanking You!
Yours Truly,


Kuch Waqt Tanhai Mein Beetaya Toh
Kuch Yaadein Taza Ho Gayi
Raah Mein Mila Tha Koi Saathi
Kaise Mujh Se Bewafa Ho Gayi
Dil Par Likha Tha Jiska Naam Humne Bade Pyar Se
Kaise Rooh Us Se Juda Ho Gayi
Abh Soch Ker Hum Roh Toh Pade Hain


Adab!
Yeh gazal ap logon ke pesh e khidmat hai!!!
Woh shakhas mere Dil se utar kion nahi jata
Is rah guzar se woh guzar kion nahi jata
Ab aur bhi kuch log mere Dil mein hein rehtey
Tu hai to phir dhihan udher kion nahi jata
Dekhey ga kon jab chaka chond hon ankhein
Tu aur zara sa phir sanwar kion nahi jata
Phir sab ne hi tu jatey hoey dekha tha usse per
Us shakhas ka Dil se per asar kion nahi jata
Ki jati hai ab muhabbat mein sabar ki talqeen
Seedha sa nahi kehtey keh mer kion nahi jata
jo log yahan kertey hein sachai ke dawey
Hairat hai ye keh un ka phir sar kion nahi jata
Yeh shakhas roz phirta hai sarkon pe awara
Is ko to pocho ke yeh ghar kion nahi jata
Woh shakhas nahi na us ki koi chiz yahan hai
Us shakhas ka mosam e hijar kion nahi jata
Yeh tu bahut mushkil hai ke woh muj ko pehchaney
Us se mil jane ka phir dar kion nahi jata
Mehboob mera jab dekhna chahta hai tamasha
Dushman mein to Aneel phir ghir kion nahi jata.


Main isliye baithta nahi tanha,
Jane kaise teri yaad chali aati hai,.
Lakh karta hun koshish ki na roun,
Par mahfil me bhi ye rula jati hai.


Tum jo har ek baat pe misaal dete ho
goya bada kamaal dete ho
hum dete hai har ek sawaal ka jawaab tere
ek tum har jawaab ka sawaal dete ho
kyu samajhte ho mere dil ko mazaak
kyu meri har baat hasi me taal dete ho
mai bachta fir raha dushvarion se
tum roz mushibat nai daal dete ho
mujhko andha kar ya le naqab aankho pe
kyu in aankho ka bawaal dete ho
ab tu kuch kar ya karne de kuch mujhe
kyu meri jaan saansat me daal dete ho


Har soch ka agaz tum har soch ka anjam tum
Merey Justaju merey zindagi merey har khushi ka naam rum
Jo mugay na tanha honay day masroof rakhay har ghari
Fursat kay un lamhat main ho jan e jaan wo kaam tum
Hay khaas kya aur aam kya na kuch khabar na kuch pata
Meray to Harf e aam tum meray to harf e aam tum
Aawara e manzil hoon main bhatka hoon saray rastay
Tumhi manzaloon ka raasta sabhi manzaloon ka naam tum
SAFTAIN baitha daikhta hoon manzar e mahi o aab
In sahiloon ki subh tum in sahiloon ki shaam tum


Showing Hindi Shayari 291 - 300 of 3592, Page 30 of 360 pages.
1234567891011121314151617181920212223242526272829313233343536373839404142434445464748495051525354555657585960616263646566676869707172737475767778798081828384858687888990919293949596979899100101102103104105106107108109110111112113114115116117118119120121122123124125126127128129130131132133134135136137138139140141142143144145146147148149150151152153154155156157158159160161162163164165166167168169170171172173174175176177178179180181182183184185186187188189190191192193194195196197198199200201202203204205206207208209210211212213214215216217218219220221222223224225226227228229230231232233234235236237238239240241242243244245246247248249250251252253254255256257258259260261262263264265266267268269270271272273274275276277278279280281282283284285286287288289290291292293294295296297298299300301302303304305306307308309310311312313314315316317318319320321322323324325326327328329330331332333334335336337338339340341342343344345346347348349350351352353354355356357358359360
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )