Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Hindi Shayari
Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Hindi Shayari
Showing Hindi Shayari 3191 - 3200 of 3592, Page 320 of 360 pages.
Bazm_e_gul choor gaya
Dil mera paghal nikla
Jab bahar ayi to
Sahra ki taraf chal nikla
Jab use dhundhne nikle to
Nishaan tak na milaaa
Dil main moujood raha
Aankh se oujhal nikla
Ek mulaqat thi jo
Dil ko sada yaad rahi
Main jese umr samjhta tha
Woh ek pal nikla
Woh jo afsana_e_gham
Sun kar hansa karte the
Etna roye hain k sab
Aankh ka kajal nikla
Koun ayub pareshan
Naheen tarikhi main
Chaand aftab pe
Dil sene main bekal nikla.


Pyar me jo log daga dete hain,
Wo log ajeeb hote hain.
Pahunchaate hain ruh ko dard beinteha,
Jo log dil ki gahraiyon me base hote hain..


Teri Mohabbat Mein Giraftaar Ho Gaya.
Na Jane Kiyon Tum Se Pyar Ho Gaya.
Koi Hai Dil Jo Dhadakta Hai Mere Liye,
Us Dhadakan Pe Main Nissaar Ho Gaya.
Tum Haste Ho To Hum Haste Hain.
Mana Tere Dil Mein Baste Hain
Chahat Ki Chaigari Kab Shola Ban Gayee Dilbar,
Tere Dedaar Ko Hum Taraste Hain.
Pyari Si Baatein Teri Maza Deti Hain.
Doorian Hai Darmiyan Saza Deti Hain.
Roshni Banke Aayiee Tu Zindgi Mein Is Tara,
Mast Aadayein Teri Wafa Deti Hain.


Dil mein hain jo woh juda nahi hote
Kuch ehsaas lafzon se bayan nahi hote,
Hasrat hai ki aapko manayen hum,
Ek aap hain jo humse kabhi khafa nahi hote.


Meri Nazar Ko Kisi Ki Talash Rehti Hai
Dile-e-Betab Ko Milnay Ki Aas Rehti Hai,
Koi Vada Tu Nahi Kiya Os Nay Anay Ka
Wo Aye Ga Dharkhan Meri Yeah Kehti Hai,
Dainkhna Chahon Osay May Tu Koi Baat Nahi
Tasveer Oski Meri Aankhon May Saji Rehti Hai,
Wo Door Hai Tu Bhulal Don OsayYeah Zarori Nahi
Yaad Oski Tu Har Pal Mere Dil May Basi Rehti Hai,
Yeah Zarori Tu Nahi May Hijar Main Udaas Rahon
Wo Mera Hai Esi Liay Lab Pe Hasi Rehti Hai.


Thakane lagi hain nazarein tere intezar me….
Aur kitna karoge pareshan humein apne didar me,,,
Ap toh humein bada chahate ho naa
Toh phir kaise sata sakate ho,,,,yoo tanahaa rakh sansaar mein,,,,
Thakane lagi hain nazarein tere intezar me….


Main Aksar Abb Sab Say Katraane Laga Hoon
Khud Ko Abb Khud Say Chupane Laga Hoon
Koi Mujh Say Agar Mere Dil Ka Haal Puche To
Khabar Usey Kuch Aur Hi Sunaane Laga Hoon
MeriTanhai Ka Abb Yeh Aalam Hai
Apni Dastaan Khud Hi Gungunaney Laga Hoon
Koi Ataa Bhi Nahin Abb Mere Ghar Mein
Phir Main Kyun Issey Sajaney Laga Hoon
Kuch Haasil Nahin Hai Uss Guzrey Waqt Say
Yehi Soch Kar ‘Bahut’ Sab Bhulaney Laga Hoon.
————————


Tassali mil jaye shayad “Ulfat”
mere is bechen dil ko aur nazaa ho jaye
meri thodi aasan, bas aakhri aarzoo hai
ke ek nazar tum idhar bhi dekho..
2) Lagta hai mere marne ki khabar
pauhnchi thi shayad kahi se usko,
Isi liye Nazaa lete hue aai thi hichki mujko..
3) Na jaane kyun hawa e mehki hue
si aa rahi hai udhar se aaj,
Lagta hai shayad khud ko sajaya hai
aaj mujko yaad karke.
4) Uski fariyaad hai ke hum uska naam nahi lete,
use yaad nahi karte, uski tarif nahi kiya karte,
par koi jake use ye bataye ke
meri har ek gazalo me kitni mashoor hai wo..
5) Tujse bewafai karke halat hai kuch aaesi,
jab bhi dekhta hu main aaina
tab mera aks bhi mujse daman chhudata hai..


Showing Hindi Shayari 3191 - 3200 of 3592, Page 320 of 360 pages.
123456789101112131415161718192021222324252627282930313233343536373839404142434445464748495051525354555657585960616263646566676869707172737475767778798081828384858687888990919293949596979899100101102103104105106107108109110111112113114115116117118119120121122123124125126127128129130131132133134135136137138139140141142143144145146147148149150151152153154155156157158159160161162163164165166167168169170171172173174175176177178179180181182183184185186187188189190191192193194195196197198199200201202203204205206207208209210211212213214215216217218219220221222223224225226227228229230231232233234235236237238239240241242243244245246247248249250251252253254255256257258259260261262263264265266267268269270271272273274275276277278279280281282283284285286287288289290291292293294295296297298299300301302303304305306307308309310311312313314315316317318319321322323324325326327328329330331332333334335336337338339340341342343344345346347348349350351352353354355356357358359360
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )