Hindi Shayari

Hindi Shayari - A large collection of Hindi Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Hindi Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Hindi Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Hindi Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Hindi Shayari

Showing Hindi Shayari 3451 - 3460 of 3592, Page 346 of 360 pages.


Teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha
tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta raha
tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe ratti bhar
gam ye hai ki tujhe pane ki khawahish aur koshish hardam karta raha
Muskaan tera hontho se kabhi jaye na
Aansoo teri palko pr kabhi aaye na,
Poora ho tera har kwab,aur jo pura na ho,
Vo kwab kbhi aaye na ..

 0 People liked it
0 Ratings


Ek shayar ke ghar ki nilaami hui..
Saari dunia sharam se pani too hui..
mile chand kagaz ke tukre,
Tuti botlen..mili roti tasweeren ..
Jinke aansu ponch lein..
Dekh ke saare jag ko hairani hui..
Saari dunia sharam se pani2 hui.
Taaron ko pyaar tha jo usne kiya..
Jalata tha unke liye wo dil ka diya
Chaand ke daagon ko dour usne kiya..
Chandni bhi thi jiski deewani hui..
Us shayar ke ghar ki nilaami hui..
saari dunia sharam se paani 2 hui..

 0 People liked it
0 Ratings


Katoon si chubhti hai Tanhai
Angaroon si sulagti hai Tanhai
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhai
Jab bhi tere sehar se nikalna chaha
Yaadoon ke beej bone lagti hai Tanhai
Raat ke kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhai
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhai

 0 People liked it
0 Ratings


Farq Sirf Itna Sa Tha
The difference between a wedding and a funeral!!
( FARQ SIRF ITNA SA THA )
Teri doli uthi,
Meri mayyat uthi,
Phool tujh par bhi barse,
Phool mujh par bhi barse,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tu saj gayi,
Mujhe sajaya gaya .
Tu bhi ghar ko chali,
Main bi ghar ko chala,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tu uth ke gayi,
Mujhe uthaya gaya .
Mehfil wahan bhi thi,
Log yahan bhi the,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Unka hasna wahan,
Inka rona yahan.
Qazi udhar bhi tha, Molvi idhar bhi tha,
Do bol tere pade, Do bol mere pade,
Tera nikah pada, Mera janaaza pada,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tujhe apnaya gaya ,
Mujhe dafnaya gaya.

 0 People liked it
0 Ratings


Ek allar kudi na dil la baithe
iske de baze vich dil nu haar baithe,
bas ekko chahat c uhna nu paane d,
jinha nu asi hatho gavaa baithe,

 0 People liked it
0 Ratings


Yeh Husan Waale Wafa Ki Keemat Kaya Jaane,
Be-wafa Hain Yeh Gam-e-Muhabbat Kaya Jaane,
Milta Ho Jinhen Har Mod Par Naya Hamsafar,
Woh Hum Jaise Deewano Ki Kadar Kaya Jaane.

 0 People liked it
0 Ratings

Waqt aisa hai ki tinka tir ban jaye,
Tiraskrit ‘Karan’ jaise danvir ban jaye.
Mat dekho inn hikart bhari najaron se hame,
Kya pta ye banda kal bharat ki takdir ban jaye.

 0 People liked it
0 Ratings


Mere dil ke armano ka nasha hai tu.
tute hue khwabo ka aksh hai tu.
jana to nahi tha tujhse door.
gum mai jeene ka dastoor hai tu.

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Hindi Shayari 3451 - 3460 of 3592, Page 346 of 360 pages.