Dil Mein Sanam Ki Surat Lyrics

Phir Teri Kahaani Yaad Aayi- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Dil Mein Sanam Ki Surat from movie Phir Teri Kahaani Yaad Aayi

  

Lyrics

    • Movie Name : Phir Teri Kahaani Yaad Aayi
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu
    • Lyricist(s) : 

    --male--
    dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De

    --female--
    dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De

    --male--
    kaise Karoon Mohabbat Do Din Ki Zindagi Mein
    yeh Din To Beet Jaayenge Yunhi Hasi Hasi Mein

    --female--
    kaise Karoon Mohabbat Do Din Ki Zindagi Mein
    yeh Din To Beet Jaayenge Yunhi Hasi Hasi Mein

    --male--
    jee Bharke Pyaar Kar Loon, Aisi Mujhe Khushi De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De

    --female--
    dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De
    sau Saal Tak Sanam Ki Aankhon Mein Doob Jaaoon
    sau Saal Aur Ho To Usko Gale Lagaaoon

    --male--
    sau Saal Tak Sanam Ki Aankhon Mein Doob Jaaoon
    sau Saal Aur Ho To Usko Gale Lagaaoon

    --female--
    sau Saal Phir Milan Ki Duniya Nayi Nayi De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De

    --male--
    dil Mein Sanam Ki Surat, Aankhon Mein Aashiqui De - 2
    mere Khuda Mujhe Tu Ek Aur Zindagi De, Ek Aur Zindagi De

    Related Lyrics