Maana Meree Ai Jindagee Lyrics

Oh Sweetheart (album)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Maana Meree Ai Jindagee from movie Oh Sweetheart (album)

  

Lyrics

    • Movie Name : Oh Sweetheart (album)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Amit Kumar
    • Lyricist(s) : 

    maana meree ai jindagee tha teraa sang pyaara - (2)
    magar bula raha hai mujhe koyee sunsaan kinaara
    maana meree ai jindagee tha teraa sang pyaara
    magar bula raha hai mujhe koyee sunsaan kinaara

    haay kitne sapne sach bhee toh huye the, aur jaane kitne tute
    aur kai ghair apane bhee toh huye the, kai apne hamse chhute
    bit gaya woh din -2 pyaara, khel hua khatam saara
    koyee sunsaan kinaara, maana meree ai jindagee.........

    jivan bhar toh chale aur kabhee bhaage, magar abb thak chuke hain
    puchhe mann meraa jaane kaun hai woh, kiske liye ham ruke hain
    jaane kab hoga -2 ishaara, puchhe yeh mann bechaara
    koyee sunsaan kinaara, maana meree ai jindagee...
    koyee sunsaan kinaara - (4)

    Related Lyrics