Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Elaan (1947)

Aayee Ajal Ai Jindagee Lyrics

Elaan (1947)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aayee Ajal Ai Jindagee from movie Elaan (1947)

  

Lyrics

    • Movie Name : Elaan (1947)
    • Director(s) : Naushad
    • Singer(s) : Amirbai
    • Lyricist(s) : 

    ha
    aayee ajal ai jindagee, gam ka jamana tal gaya
    abb kya girengee bijaliya, jab aashiya hee jal gaya

    aa o shabe gam aaye ja, sare jahan par chhaye ja
    abb tu hee tu rah jayegee, abb kal na haragij aayegee
    woh din jo dushman tha teraa, woh jindagee ka din meraa
    woh din hamesha ke liye, han din wahee din bhar gaya

    gam ka jamana tal gaya

    iss umra ka awwalapana, iss umra ka aakirapana
    ek jhuth ka darbar hai, batilapana jahilapana
    yeh jindagee kuchh bhee nahee - (2)
    natak ka jhutha khel hai, jab tak chala so chal gaya

    gam ka jamana tal gaya

    ha
    aayee ajal aayee jindagee, gam ka jamana tal gaya
    abb kya girengee bijaliya, jab aashiya hee jal gaya

    Related Lyrics