Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dulhan

Jahaan Prem Ka Paavan Lyrics

Dulhan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jahaan Prem Ka Paavan from movie Dulhan

  

Lyrics

    • Movie Name : Dulhan
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Hemlata
    • Lyricist(s) : 

    Jahaan Prem Ka Paavan Diyara Jale
    jahaan Bole Bachan Tab Neer Bhare
    usi Angana Mein Usi Dvaare Pe
    beete Hamara Bhi Jeevan Raam Kare
    jahaan Prem Ka ...

    kaun Nadi Ki Ham Hain Lahar
    kaho Aake Mila Re Kinaara
    jog Likhe Bin Ham Naahi
    aisa Milan Hamaara
    kin Charanon Mein Na Ghar Na Pare
    jahaan Prem Ka ...

    jis Ka Naahi Apana Koi
    jo Kah De Use Apana Le
    us Ki Karuna Us Ki Daya Ka
    utare Na Karaj Utaare
    jiya Jahaan Hai Vahi Ji Mare
    jahaan Prem Ka ...

    Related Lyrics