Jawaan Jawaan Fijaayein Hai Lyrics

Faraar (1994) Unreleased- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jawaan Jawaan Fijaayein Hai from movie Faraar (1994) Unreleased

  

Lyrics

    • Movie Name : Faraar (1994) Unreleased
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Kumar Sanu
    • Lyricist(s) : 

    (jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar - (2)
    kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar) - (2)

    tere mere intjaar ke aa gaye hai din bahaar ke - (2)
    meri dilruba paas aa jara, waqt hai yahin toh pyaar ke
    dhuwaan dhuwaan ghataaye hai, suhaani hai umar
    kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

    aaya hai mausam phulon ka, chhaaya hai mausam jhulon ka - (2)

    na chura labon ki yeh hasin, chhodo bhi de tu yeh berukhi - (2)
    tu jo kehade haan meri jaaneja tujhape main luta du jindagi
    khili khili hawaaye hai, mil jara najar
    kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar
    jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar
    kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

    Related Lyrics