Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Shaan

Yamma Yamma Yamma Yamma, Yeh Khubsurat Sama Lyrics

Shaan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yamma Yamma Yamma Yamma, Yeh Khubsurat Sama from movie Shaan

  

Lyrics

    • Movie Name : Shaan
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,R D Burman
    • Lyricist(s) : 

    yamma yamma yamma yamma, yeh khubsurat sama - (2)
    bas aaj kee rat hai jindagee, kal ham kahan tum kaha - (2)

    kab kya ho jaye kisko khaber, aa nachle jhumkar
    yeh jindagee ek lamba safar, pal bhar ke sab ham safar
    ek rat ke mehman sab yaha, kal ham kahan tum kaha
    haste huwe aisee shan se, divane jal jayenge

    are jalatee shama se milke gale, parwane jal jayenge
    reh jayga yado kaa diya, kal ham kaha tum kaha
    yamma yamma yamma yamma, yeh khubsurat sama
    bas aaj kee rat hai jindagee, kal ham kahan tum kaha - (2)

    Related Lyrics