Pyaar Kiya Hai Pyaar Karenge Lyrics

Pyar Kiya Hai Pyar Karenge (1986)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pyaar Kiya Hai Pyaar Karenge from movie Pyar Kiya Hai Pyar Karenge (1986)

  

Lyrics

    • Movie Name : Pyar Kiya Hai Pyar Karenge (1986)
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Kavita Krishnamurthy,Shabbir Kumar
    • Lyricist(s) : 

    (pyaar kiya hai pyaar karenge
    saath jiyenge saath marenge
    honge na kabhi ik duje se juda
    keh do yeh jamaane se o sanam -2) - (3)

    hum apani mohabbat ke maalik hai dono
    bura ya bhala sab hamein sochana hai
    kinaare lagegi ya dubegi naiya
    hawaao ka bhi rukh hamein dekhana hai
    aur bhi honge jaane kitane sitam
    san dukh hum tum saath sahenge
    pyaar kiya hai pyaar karenge
    saath jiyenge saath marenge
    honge na kabhi ik duje se juda
    keh do yeh jamaane se o sanam - (2)

    aise hi dil ke iraade rahe toh
    samajho ki manjil kareeb aa gayi
    bahaaron ke din bhi najar aa rahe hai
    aankhon mein aisi bekhudi chha gayi
    pichhe na hatenge wafa ke kadam
    mare bhi toh hum yahin kehate marenge
    (pyaar kiya hai pyaar karenge
    saath jiyenge saath marenge
    honge na kabhi ik duje se juda
    keh do yeh jamaane se o sanam -2) - (2)
    pyaar kiya hai pyaar karenge.......

    Related Lyrics