Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Mehfil Muhabbat Shayari
Mehfil Muhabbat Shayari - A large collection of Mehfil Muhabbat Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Mehfil Muhabbat Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Mehfil Muhabbat Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Mehfil Muhabbat Shayari
Showing Mehfil Muhabbat Shayari 261 - 270 of 410, Page 27 of 41 pages.
Us Ka Khud Se Zyda Hasee'n Andaz-E-Guftugo
Or Jo Us Ki Madhur Hansi Bhi Sunta Hoga
Mera Likhna Mujhay He Beyhal Krdeta Hay
Mera Ishq Mujhay He Aansoon Se Rula Deta Hay
Us Ne Kaha Pyar Khuch Nahin Dunya Matlab Ki
Koi To Dhondho Aysa Pyar Jo Bina Matlab K Ho
Samjhti Khoob Hay Pr Anjan Bni Rahti Hay
Khuch To Hay Jo Bar Bar Imtihan Leti Hay
Apnay Ishq Se Ziyda Us Pr Yaqeen Hay
Isi Yaqee'n Main Pyar Dhoondhta Hoon


Chahat Se Teri Ankho Mein Dube, Nafrat Se Aansu Bankar Uchle
Gire Jo Farsh Pe Toote Aise, Rehza Rehza Dil Bikhra Jaise
Umeed-E-Wafa Kare Kaise, Zubaan-E-Haal Kahe Kis Se
Salaam-E-Dil-E-Muztar, Khamosh Mohabbat Mein Hai Intezar.


Kuch Ajab Shaan Se Logon Mein Raha Karte The,
Hum Khafa Reh Ke Bhi Aapas Mein Mila Karte The,
Itni Tehzeib Rah-O-Rasm To Baaki Thi Ke Wo,
Laakh Ranjish Sahi Wada To Wafa Karte The,
Usne Poocha Tha Kai Baar Magar Kiya Kahiye,
Hum Mizajann Hi Pareshaan Raha Karte The,
Khatam Tha Hum Pe Mohabbat Ka Tamasha Gaya,
Rooh Or Jism Ko Har Roz Juda Karte The,
Zindagi Hum Se Tere Naaz Uthaye Na Gaye,
Saans Lene Ki Faqat Rasm Ada Karte The,
Hum Baras Padhte The Apni Hi Tanhai Par,
Ab Ki Tarha Kisi Dar Se Utha Karte The…!!!


Usne Mohabbat, Mohabbat Se Zyada Ki Thi
Humne Mohabbat Us Se Bhi Zyada Ki Thi
Wo Kise Kahenge Mohabbat Ki Inteha
Humne Shuruaat Hi Inteha Se Zyada Kit Thi.


Ek Ittfaq Sa Mere Dil Mein Yu Ghar Kar Gya,
Jb Dekha Maine Tumhe Wahi Dobara Se,
Itne Khubsurat Ho Tum, Aur Kitne Ho Pyari Tum,
Sach Mein Ho Ya Phir Hum Miley Hai Ittifaq Se,
Ab Toh Dar Lagne Lga Hai Mohabbat Se,
Jbse Piya Hai Judai Ka Gham Ittifaq Se,
Pucho Zara Galib Se Ki,
Kya Wo Sach Main Mohabbat Karta Tha Ya Yuhi Likhta Gya Ittifaq Se,
Per Kya Karu Ab,
Dil Ko Najane Kyu Masoom Lagti Ho Tum,
Bus Kahi Phir Mohabbat Na Ho Jaye Yuhi Ittifaq Se,
Man Yu Dhundtha Hai Tumhe,
Chupke Chupke Yaha Waha Idhar Udhar,
Aur Tum Mil B Jati Ho Ise Kya Kahu Chalo Keh Deta Hu Ittifaq Se,
Ab Toh Yakeen Nazane Kyu Hone Lga Hai Phir Se Mohabbat Pe,
Chodo Ab Dil Ko Hi Samjha Lenge Hogayi Mohabbat Ittifaq Se


Mahobbat Karnay Keh Bhi Khuch Apne Adaab Hotay Hain,
Jaagti Aankhoon Main Bhi Khoobsorat Khawaab Hotay Hain,
Har Koi Muskurakar Dekhe Yeh Zarrori Tu Nahi,
Shabnami Aankhoon Main Bhi Sailaab Hotay Hain


Tere Akelepan Se Mohabbat Ki Hai Maine
Tere Ehsas Se Mohabbat Ki Hai Maine
Tu Mere Paas Nahi Phir Bhi
Teri Yaadon Se Mohabbat Ki Hai Maine.


Is Dil Se Kabhi Tum Na Jao Gai
Jidar Dekho Gai Hume Hi Pao Gai
Har Subha Lik Di Terenaam Kaho
Ae Maire Humsafar Kab Ao Gai
Ye Raat Ki Tandi Tandi Hawai Or Ye
Muskarati Shame Kab Tak Ise Hi Bhalao Gai
Jab Jab Hum Bichre Hai Kisi Mor Pe
Har Dam Har Pal Humari Yad Mai Ao Gai
Dil Ko Kabhi Wiran Na Karna Or
Na Kabhi Khuwab Jalao Gai
Tere Bina Chahat Ka Samandar Hai Adurha
Wada Karo Diya Ye Pyar Ka Na Bujao Gai
Har Dua Mai Tuji Ko Maga Hai Dil Ne
Kab A Kar Muhabbat Ki Dastan Sunao Gai


Showing Mehfil Muhabbat Shayari 261 - 270 of 410, Page 27 of 41 pages.
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )