Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Pehli Nazar

Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar Lyrics

Pehli Nazar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar from movie Pehli Nazar

  

Lyrics

    • Movie Name : Pehli Nazar
    • Director(s) : Kareem MM
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal,Kreem M M
    • Lyricist(s) : 

    yaad aa gayi jaise teri humsafar
    aise hi kabhi mere liye aa idhar
    duriyon ko jaaneja tu kar de aakar
    tu nahi gujara sama jo na sake kabhi jaakar
    tu aa bhi ja, tu aa bhi ja
    yaad aa gayi jaise teri humsafar

    aati jaati saanson ki maala mein tera hi naam hai mere humdum
    teri unhi palakon ke saye mein meri subah shaam hai mere humdum
    dil bada bekaraar hai, tere bina o sanam
    bas tera intjaar hai, aur nahi koyi ghum
    tere liye kayi janam maine liye, faasalein abb mita
    yaad aa gayi jaise teri humsafar

    teri meri aankhon mein, aankhon mein jo huyi pyaar ki hasin baatein
    bhul gaye kaise tum bolo toh apani woh jawaan mulaakatein
    ek pal ke liye kabhi rehate na the juda
    jaane kis ki lagi najar, jaane yeh kya ho gaya
    tere liye kayi janam maine liye, faasalein abb mita
    yaad aa gayi jaise teri humsafar
    aise hi kabhi mere liye aa idhar
    duriyon ko jaaneja tu kar de aakar
    tu nahi gujara sama jo na sake kabhi jaakar
    tu aa bhi ja, tu aa bhi ja.....

    Related Lyrics