Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Wafaa

Wafaa (title Song) Lyrics

Wafaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Wafaa (title Song) from movie Wafaa

  

Lyrics

  • Wafaa
  • Movie Name : Wafaa
  • Director(s) : Ravi Pawar,Sayed Ahmed
  • Singer(s) : Kalpana
  • Lyricist(s) : 

(sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa) - (2)

(rote rote kehata hai yeh jakhm-e-jigar
aaja kabhi meri taraf tu laut kar) - (2)
armaan hai itana hi are bewafa kar kabhi wafa, wafa, wafa, wafa
sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa

(dil ne mere jaana jisako diljaaniya
deke mujhako wohi gaya tanhaayiya) - (2)
dil ka hai bas yeh ghum
kabhi usane mujhse na ki wafa, wafa, wafa, wafa
sunaaye kya tumko fasaana kisika
mera dil bhi tha yeh deewaana kisika
magar usake dil mein na thi wafa, wafa, wafa, wafa....

Related Lyrics