Tumhe Dekha Hai Maine Gulsita Mein Lyrics

Chandan Ka Palna (1967)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tumhe Dekha Hai Maine Gulsita Mein from movie Chandan Ka Palna (1967)

  

Lyrics

    • Movie Name : Chandan Ka Palna (1967)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    tumhe dekha hai maine gulsita mein - (3)
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai

    koyi ho baat -2 koyi ho fasaana
    tumhe hi yaad karata hai jamaana
    tumhaara jikrr hai hardam ?? mein
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai

    sukun inase aa aa aa.......
    sukun inase inhi se bekaraariya
    khuda mujhe julfein tumhaari, khudaayi kar rahi hai do jaan mein
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai

    tumhi hi ho meherbaan, tum hi sitamgar
    badal sakata hai iss dil ka mukkadar
    tumhaari ek na mein ek haan mein hi
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai

    kayaamat hai-2 duhayi hai, khudaaya kisika dil ko dil mein hai basaaya
    ke rakh li aaj apane aashiyaane
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai maine gulsita mein
    ke jannat dhund li hai iss jahaan mein
    tumhe dekha hai

    Related Lyrics