Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Awaara

Awaara Hoon ,ya Gardish Mein Hoon Lyrics

Awaara- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Awaara Hoon ,ya Gardish Mein Hoon from movie Awaara

  

Lyrics

    • Movie Name : Awaara
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Mukesh
    • Lyricist(s) : 

    Awaara Hoon ,ya Gardish Mein Hoon
    aasman Ka Tara Hoon
    awaara Hoon...

    ghar Baar Nahin Sansar Nahin
    mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
    us Paar Kisise Milne Ka Iqraar Nahin
    mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
    anjaan Nagar Sunsan Dagar Ka Pyara Hoon
    awaara Hoon...

    abaad Nahin Barbaad Sahi
    gata Hoon Khushi Ke Geet Magar
    zakhmon Se Bhara Seena Hai Mera
    hansti Hai Magar Yeh Mast Nazar
    duniya Maein Tere Teer Ka
    ya Taqdeer Ka Maara Hoon
    awaara Hoon...

    Related Lyrics