Pyar Kee Kashtee Me, Leharo Kee Mastee Me Lyrics

Kaho Na Pyaar Hai- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pyar Kee Kashtee Me, Leharo Kee Mastee Me from movie Kaho Na Pyaar Hai

  

Lyrics

  • Kaho Na Pyaar Hai
  • Movie Name : Kaho Na Pyaar Hai
  • Director(s) : Rajesh Roshan
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Udit Narayan
  • Lyricist(s) : Sawan Kumar Tak

aai ree shee chu ru ru hai yahoo hai yahoo hai yahoo
pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me
pawan ke shor shor me, chale ham jor jor me
gagan se dur - (2)
wahan kya pyar milega, chaman kaa phul khilega
jise dil dhoondh raha hai, kya woh dildar milega
la la la la la la la la............
wahan sach honge sapne, banenge gair bhee apne
dil kee barat sajegee, milenge sajan apne
la la la la la.........
maine suna, kya suna
jo kaha, kya kaha, jana hai bahut dur
pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me,
pawan ke shor shor me, chalen ham jor jor me,
gagan se dur…….
pyar ko pyar mile toh, najar kahee lag naa jaye,
mile jivan me ham tum, kahee phir bichad naa jaye
la la la la la la la la............
najar kya lage waha par, hai pyar hee pyar jaha par
naa bichde milne wale, jaha ho sab dil wale
la la la la la la la la............
toh chalo chale, ha chalen
yu milke, ha milke, hoke khushee me chur
pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me,
pawan ke shor shor me, chalen ham jor jor me
gagan se dur………
ho rama ho, ho rama ho….. haihahoo, haihahoo, haihahoo......

Related Lyrics