Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aman Ki Asha

Hairaan Huwa, Hairaan Huwa Lyrics

Aman Ki Asha- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Hairaan Huwa, Hairaan Huwa from movie Aman Ki Asha

  

Lyrics

  • Aman Ki Asha
  • Movie Name : Aman Ki Asha
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Abida Parveen
  • Lyricist(s) : 

aa aa aa.... aah mein bhi jalwaga hai naaj par - (2)
lekar chalo musa, tumhe basha gaya toh husn jaana kaun dekhega
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa - (2)
iss husn pe main, iss husn pe
iss husn pe main hairaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
dil kis pe mera, dil kis pe
dil kis pe mera naadaan huwa
naadaan huwa, naadaan huwa, naadaan huwa, naadaan huwa

yeh julf padi kyun mere galein - (2)
yeh pecha pecha aur mhaar siya
yeh julf padi kyun mere galein
yeh pecha pecha aur mhaar siya
rukh mujhase chhupaaya kyun tune - (2)
jab tujhape yeh dil naadaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
iss husn pe main, iss husn pe
iss husn pe main hairaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa

(yeh gamj-o-naaj ki fauj kashi - (2)
ai dilbar teri khaas ada) - (2)
kya dil pe mere jaadu hai kiya - (2)
kya tan mann sab mastaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
iss husn pe main, iss husn pe
iss husn pe main hairaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa

mansur ho ya sarmad ho sanam - (2)
ya shamsul haq tabreji ho aa aa aa aa....
mansur ho ya sarmad ho sanam - (2)
ya shamsul haq tabreji ho
iss teri gali mein ai dilbar - (2)
har ek ka sar kurbaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
iss husn pe main, iss husn pe
iss husn pe main hairaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, naadaan huwa, naadaan huwa

tere jalwaaye husn se har aashiq kurbat mein jala karta hai sanam
tere jalwaaye husn se har aashiq - (2)
kurbat mein jala karta hai sanam
iss juhdoriyaagaari se mera - (2)
yak baar hi dil naadan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa

(iss ishq ka tere hai daaawa - (2)
miskil sachal ko mere sanam) - (2)
kya khub teri iss ulfat mein - (2)
miskil se main sultaan huwa
(hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
iss husn pe main, iss husn pe
iss husn pe main hairaan huwa) - (2)
naadaan huwa, naadaan huwa

dil kis pe mera, dil kis pe
dil kis pe mera naadaan huwa
naadaan huwa, naadaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa
hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa, hairaan huwa...

Related Lyrics