Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Indrasabha

Chaman Ko Yu Mere Sakee Ne Maikana Bana Dala Lyrics

Indrasabha- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chaman Ko Yu Mere Sakee Ne Maikana Bana Dala from movie Indrasabha

  

Lyrics

    • Movie Name : Indrasabha
    • Director(s) : Master Nagar Das Nayak
    • Singer(s) : Jehanara Kajjan
    • Lyricist(s) : 

    chaman ko yu mere sakee ne maikana bana dala
    kalee ko shisha-e-may gul ko paimana bana dala

    girftar balaye ishk toh pehale hee tha lekin
    tumhare gesuo ne aur divana bana dala

    bhala kuchh bat thee bebat itana tul khincha hai
    savale vasl ko jalim ne afsana bana dala

    kuda ke ghar me kabja kar liya andher toh dekho
    buton ne dil me rehkar dil ko butkana bana dala

    Related Lyrics