Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Champion

Aisa Champion Kaha Lyrics

Champion- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aisa Champion Kaha from movie Champion

  

Lyrics

    • Movie Name : Champion
    • Director(s) : Anu Malik
    • Singer(s) : Jaspinder Narula,Sunidhi Chauhan
    • Lyricist(s) : 

    aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha - (2)
    dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
    patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
    karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -3)

    woh hai pauladee (uska phulo sa dil -3)
    rangte hain sare (uske rango me mil -3)
    uskee juban jo bole thande pad jaye shole
    usne kaha jo woh kiya, (aisa champion kaha -3)

    chalta hai woh toh (kabhee rukta nahee -3)
    dushman key aage (kabhee jhukta nahee - 3)
    woh aage uske pichhe sara jamana bhage
    joshila hai woh naujawan, (aisa champion kaha -3)

    aisa koyee divana aisa koyee mastana, aisa koyee parvana ha ha ha - (2)
    dil ko churanewala apna bananewala, jadu jagane wala ha ha ha
    patthar ko jo pighalade din me tare dikhlade
    karde har mushkil ko aasan, (aisa champion kaha -6)

    Related Lyrics