Random Shayari

Random Shayari - A large collection of Random Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Random Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Random Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Random Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Random Shayari

Showing Random Shayari 1391 - 1400 of 1962, Page 140 of 197 pages.

Meri Mayat Ko Jab Uthane Ki Bat Hogi
Har Ankh Se Ansu Ki Barsat Hogi
Ap Muskra Kar 1 Phool Rakh Dena Meri Hatheli Par
Jate Jate Apki Koi Nishani To Sath Hogi

 0 People liked it
0 Ratings


Tum milo na milo,na milne ka gham nahi,
tum paas se hi gujar jaao, milne se kum nahi.
maana ki tumhe hamaari kadr nahi,
magar unse puchho jinhe hum haasil nahi.

 0 People liked it
0 Ratings

Us Se Kehna Hum Mazay Main Hain
Bas Yaadain Bohat Stati Hain
Un Ki Duuri Ka Gham Nahi Mujhe
Bas Zara Aankhain Bheeg Jati Hain

 0 People liked it
0 Ratings

Pehlay Saw O Khaloos Wo Ulfat Nai Rahi
Ab Dosto Mein Rasm-E-Mohabbat Nai Rahi
Ek Mudat Sey Meri Yaad Se Ghafil Hai Mera Dost
Shayed Ab Usko Meri Zaroorat Nahi Rahi

 0 People liked it
0 Ratings

Gair Ko Dard Batane Ki Zaroorat Kya Hai
Apne Jagre Mein Zamane Ki Zaroorat Kya Hai
Zindagi Vaise Hi Bahut Kam Hai Mohabbat Ke Liye
Roothkar Waqt Gawane Ki Zaroorat Kya

 0 People liked it
0 Ratings

Mere Jineke Liye Tera Armaan Hi Kafi Hai
Dil Ke Kalam Se Likhi Ye  Dastaan Hi Kafi Hai
Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kya Zaroorat-E-Nazneen
Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan Hi Kafi Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Zindagi Main To Musafir Hoon Teri Kashti Ka,
Tu Jahan Mujhse Kahegi Mein Utar Jaaunga.

 0 People liked it
0 Ratings

Jaanu Main Uski Har Ek Baat
Aaj Bhi Yaad Aati Hai Wo Pehli Mulaqat
Gujre Wo Lamhe Wo Din Aur Raat
Yahi To Hai Waqt Ki Mujh Ko Saugaat

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Random Shayari 1391 - 1400 of 1962, Page 140 of 197 pages.