Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Tanhai Shayari
Tanhai Shayari - A large collection of Tanhai Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Tanhai Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Tanhai Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Tanhai Shayari
Showing Tanhai Shayari 101 - 110 of 134, Page 11 of 14 pages.
Na Meri Koi Manzil Hai
Na Koi Kinara
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara
Apno Se Bichad Ke Humne, Kuch Yu Waqt Gujara
Kabhi Zindagi Ko Tarshe, Kabhi Maut Ko Pukara


Jism Tadpa Hai Khak Par Tanha,
Rooh Karti Rahi Safar Tanha,
Neend Walon Ko Kya Khabar Iski,
Koun Jaaga Hai Raat Bhar Tanha,
Log Soye The Band Kamron Mein,
Chaand Bhatka Hai Dar Badar Tanha,
Saath Deta Hai Koun Manzil Tak,
Saath Chalti Hai Rah Guzar Tanha,
Shehar Ka Shehar Bujhta Jaata Hai,
Ja Raha Tha Woh Apne Ghar Tanha,
Ae Gham E Zindgi Ke Raat Ke Chand,
Dhoond Mujhko Nagar Nagar Tanha,
Woh Jo Hansta Tha Haal-E-Dil Pe Kabhi Tanha,
Ro Pada Khud Ko Dekh Kar Tanha,
Bhool Kar Apne Husn Ke Aadaab,
Mere Dil Mein Kabhi Utar Tanha,
Yeh Aaye Hazaar Shehar Mujhe,
Jab Bhi Dekha Koi Khandar Tanha,
Is Bhare Shahar Mein Kabhi,
Anjman Tha Koi Magar Tanha…!!!


Khwaab Dhoop Banke Jhulsate Hain
Ashk Pal Pal Tadpate Hain
Hum Dekhna Chahen Aapko
Par Aap Kahan Mil Paate Hain
Sochte Hain Zindagi Ko
To Ek Aks Me Hi Paate Hain
Kabhi Tumse Rooth Jate The
Aaj Khud Se Rooth Jate Hain
Justaju Chahti Hai Saath Tumhara
Khamoshiyon Ke Nazare Tumhe Bulate Hain
Kya Kahen Jin Yadon Me Jee Lete The Ab Tak
Kabhi Kabhi Unhe Hum Raas Na Aate Hain
Aa Sako Aa Jana Na Aa Sako To Koshish Karna
Tumhare Saaye Tak Ko Taras Jaate Hain
Khush Hote Hain Bhare Dil Se Hi
Jab Vo Saare Manzar Yaad Aate Hain
Phir Kya Batayen Kya Ho Jate Hain
Tanha , Bahut Tanha Rah Jaate Hain
Tanha Hi Khud Ko Paate Hain
Tanha Hi Khud Ko Paate Hain


Har Raat Gum Tanhai
Har Sham Teri Yaad Ai
Jitna Tujhe Bhulana Chaha
Utni Ziyada Teri Yaad Ai
Tujh Se Koi Umeed Nahi Wabista
Is Dukh Se Ankh Bhar Ai
Logo Ne Pocha Ashko Ka Sabab
Bus Hamein Kehna Para TANHAI


Ham To Bachapan Men Bhii Akele The
Sirf Dil Kii Galii Men Khele The
Ek Taraf Morche The Palakon Ke
Ek Taraf Aansuuon Ke Rele The
Thiin Sajii Hasaraten Duukaanon Par
Zindagii Ke Ajiib Mele The
Aaj Zehan-O-Dil Bhuukon Marate Hain
Un Dinon Faake Bhii Ham Ne Jhele The
Khud-Kashii Kyaa Gamon Kaa Hal Banatii
Maut Ke Apane Bhii Sau Jhamele The
(Javed Akhtar)


Kahin Kahin Se Har Chehra Tum Jaisa Lagta Hai
Tum Ko Bhool Na Payenge Hum, Aisa Lagta Hai
Aisa Bhi Ik Rang Hai Jo Karta Hai Baatein Bhi
Jo Bhi Isko Pehan Le Vo Apna Sa Lagta Hai
Hum Kya Bhichhade Bhool Gaye Riston Ki Sharafat Hum
Jo Bhi Milta Hai Kuch Din Hi Acha Lagta Hai
Ab Bhi Yoon Milte Hain Humse Phool Chameli Ke
Jaise Inse Apna Koi Rishta Lagta Hai
Aur To Sab Kuch Theek Hai Lekin Kabhi-Kabhi Yoon Hi
Chalta-Firta Shehar Achanak Tanha Lagta Hai


Baharon Main Ghataon Main Tujhey Mehsoos Kiya
Jeewan Ki Rahoon Main Tujhey Mehsoos Kiya
Jab Bhi Barasnay Lagin Yeh Piyaasi Ankhin
Main Ne In Nigahoon Main Tujhey Mehsoos Kiya
Meri Sansoon Main Rahi Teray Khiyaal Se Hulchal
Dil Ki Panahoon Main Tujhey Mehsoos Kiya
Khushboo Hi Khushboo Bikher Gai Her Sou
Main Ne In Hawaoon Main Tumjhey Mehsoos Kiya
Din K Ujaloon Main Tujhey Mehsoos Kiya
Raat Ki Banhoon Main Tujhey Mehsoos Kiya


Aaj Yeh Tanhai Ka Ehsaas Kuch Hadd Se Zyada Hai
Tere Sang Na Hone Ka Malaal Kuch Hadd Se Zyada Hai
Phir Bhi Kaat Rahe Yeh Jiye Jane Ki Saza Yehi Sochkar
Shayad Is Zindagani Mein Mere Gunaah Kuch Hadd Se Zyada Hai


Showing Tanhai Shayari 101 - 110 of 134, Page 11 of 14 pages.
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )