Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Urdu Shayari
Urdu Shayari - A large collection of Urdu Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Urdu Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Urdu Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Urdu Shayari
Showing Urdu Shayari 231 - 240 of 265, Page 24 of 27 pages.
Aise Kisi Rafeeq Ki Dunia Misaal De
Main Usse Dard Mangu To Wo Dil Nikal De
Rab Jane KiskiDuaMere Sath Hai
Main Doobna Chahu Bhi To Dariya Uchhaal De.


Go zara si baat par barason ke yarane gaye
lekin itna to hua kuch log pahachane gaye
garmi-e-mahafil faqat ik nara-e-mastana hai
aur wo khush hain ki is lahafil se divane gaye
main ise shoharat kahun ya apni ruswai kahun
mujhase pahale us gali mein mere afasane gaye
yun to wo meri rag-e-jan se bhi the nazadik tar
aansuon ke dhundh mein lekin na pahachane gaye
vahashaten kuch is tarah apana muqadar ho gain
hum jahan pahunche hamare sath virane gaye
ab bhi un yadon ke khushbu zehan mein mahafus hai
barha hum jin se gulazaron ko mahakane gaye
kya qayamat hai ki ‘khatir' kushta-e-shab bhi the hum
subh jab hui to mujarim hum hi gardane gaye
Poet of the ghazal/poem or Nazam: Khatir Ghaznavi


Gulon mein rang bhare, bad-e-naubahar chale
chale bhi aao ki gulshan ka karobar chale
qaffas udas hai yaro, saba se kuch to kaho
kaheen to bahr-e-khuda aj zikr-e-yar chale
kabhi to subh tere kunj-e-lab se ho aagaz
kabhi to shab sar-e-kakul se mushkabar chale
bada hai dard ka rishta, ye dil garib sahi
tumhare naam pe aayenge gamgusar chale
jo hum pe guzri so guzri magar shab-e-hijran
hamare ashk teri aaqabat sanwar chale
huzoor-e-yar hui daftar-e-junun ke talab
girah mein leke gareban ka tar tar chale
maqam ‘faiz' koi rah mein jacha hi nahi
jo ku-e-yar se nikle to su-e-dar chale
Author of the poem/ghazal or Nazam: Faiz Ahmed Faiz


Kitaabe Asoolo Se Nabi Sawaal Toh Ka
Gham Hai Bhara Hua Kuch Mera Intezaam Toh Kar
Kab Tak Bhatkunga Yun He Tere Kabrstaan
Masroor, Dhunli Hai Kabr Mere Liye Thodi Jagaa Toh Kar
***
Mohabbat E Ilteja Maine Dil E Jaan Se Kiya
Masroor Agar Woh Samaj Na Sake Toh Mein Kya Karta


Kya Pata Tha Hayaat Meri Maikhane Se Gujregi Kabhi
Dard-E-Tanhai Mein Jam-E-Sharab Pyass Bujhati Rahi
Marhale Ishq-E-Muhobatt Ke Nashaakashii Mein Pi Gaye
Hai Chashm-E-Gunahagaar Dasht-E-Tanhai Manzil Meri Ganwati Rahi
Mili Tou Woh Aise Ke Ek Ajnabee Mehfil Se Uthi
Har Makaam Par Unki Nafrat Se Nigahe Humse Churati Rahi
Woh Kya Samjhee Barbad-E-Muhobatt Ki Dua Lagi Humei
Hum Woh Majnu Hai ‘Sheikh’ Pite Hai Tou Apne Saya Ko Bhi Pilate Rahe. Aadaab


Raham ae gam-e-janan baat aa gai yan tak
dasht-e-gardishi-e-dauran aur mere gareban tak
hamasafir phir koi hadasa hua shayad
ik sajab udasi hai gulsitan se zindan tak
ik hum hi lagayenge khar-o-khas ko sine se
varana san chaman mein hain mausam-e-baharan tak
mere dastak-e-vahashat ko aj rok lo varana
fasala bahut kam haihath se gareban tak
hai ‘shamim' azal hi se silsila muhabbat ka
halqa-e-silasil se gesu-e-pareshan tak
Poet of The Poem or Ghazal or Nazam :Shamim Jaipuri


Ek tuti hui zanjir ki fariyad hain hum
aur duniya ye samajhati hai ki aazad hain hum
kyon hamen log samajhate hain yahan paradesi
ik muddat se isi shahar mein aabad hain hum
kahe ka tark-e-vatan kahe ki hijarat baba
isi dharti ki isi desh ki aulad hain hum
hum bhi tamir-e-vatan mein hain barabar ki sharik
dar-o-divar agar tum ho to buniyad hain hum
hum ko is daur-e-taraqqi ne diya kya “meraj”
kal bhi barbad the aur aj bhi barbad hain hum
Poet of the poem or ghazal or Nazam is Meraj Faizabadi


Tere Woh Gaane Mein Kai Mood, Aur Kai Zamane Hai Hazar
Tanhai Mein Dil-E-Bekarar, Khud Tere Ishq Mein Rahi Badnaam
Ashk-E-Tar Mein Didaar Tera, Na Ummid-E-Tajdiid-E-Vafaa
Qalb-E-Jaan Qurbat-E-Gul Khila, Gam-E-Ishq Ne Shikast Diya


Showing Urdu Shayari 231 - 240 of 265, Page 24 of 27 pages.
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )